|
Motorola
- Sumsung |
|
Zong,
Insta
|
Khushbu,badal,phool,kalian,shabnam
tare nam
dost
eid ki khushian hain sab tare nam
jhilmil
karta neela pani,jagmug karte chand aur
tare
raat
k tare,kirnain,chanda,punam tare nam |
|
| |
|
Na
gul se na gulshan se gulfam bhaija hai
sitaron ne aasman se salam bhaija hai
mubarik ho aap ko eid ki khushian
hum ne teh dil se yeh paigham bhaija hai |
|
Yaad kar k tuje hum eid ki raat
hum bi janan!udas rehte hain
rabta tuj se dil ka aisa hai
door reh kar pas rehte hain |
|
Ay
door basne wale is eid par faqt
yehi dua hai keh chamko tum aasmanon par
jeo hazar baras har baras ka har lamha
muhit ho kai saddion bhare zamanon par |
|
Nazar
ka chain dil ka saroor hote hain
kuch log jahan main zaroor hote hain
sada chamakta rahe un ki eid ka chand
qareeb reh kar bi jo hum se door hate hain |
|
Eid
ka din hai har samt hai gehma gehmi
aana chahun to tare pas aun kaise
mari har sans imanat hai tari yadoon ki
toot kar is se zaida tuje main chahun kaise
|
|